Rooftop/ground ka inspection hota hai.
Sunlight availability, shadow aur slope check ki jaati hai.
Existing electrical setup analyze kiya jaata hai.
Aapke power usage ke according solar panel system design hota hai.
Proposal diya jaata hai with:
Number of panels
Type of inverter
Battery (agar chahiye)
Estimated cost & savings
Net metering aur DISCOM approvals ke liye application hoti hai.
Required municipal permissions liye jaate hain.
Solar panels, inverter, mounting structure, wiring, etc. arrange kiya jaata hai.
Branded components select kiye jaate hain as per design.
Mounting structure roof/ground par fix hoti hai.
Panels install kiye jaate hain structure pe.
Wiring connect hoti hai panel se inverter tak.
Battery (if any) install hoti hai backup ke liye.
Net meter lagta hai grid connection ke liye.
System ka power output test kiya jaata hai.
Inverter aur connections check hote hain for safety and performance.
Solar system ON kiya jaata hai.
Monitoring app se performance track karne ka access milta hai.
✅ Reduce electricity bills up to 90%
✅ Use clean, renewable energy
✅ Get government subsidies
✅ Increase your property’s value
✅ Low maintenance, long-term benefits